android mobile me file ko kaise hide kare
Android mobile me file ko kaise chhupaye (hide) kare bina kisi softwere ke
hello dost mera name sane sunny hai aur mai apko btaun ga ki anroid mobile me file ko kaise chhupate bina kisi softwere ke chaliye jante hai kaise .
ye kya kya hide kar sakta hai?
Aap is se apne android me kisi bhi chij ko hide kar sakte hai
jaise ,important videos,images,files,mp3 songs any things is
se aapko bahut madad mil sakti hai
kitne logo ko ye pata nahi hota hai aur
wo kisi folder lock karne wale apps ka
istmal karte hai aur apne personal
files ko safe rakhte hai
Android Me Files Ko Kaise
Chhupaye ?
Android mobile me data chupana koi muskil kam nahi hai ye koi bhi kar sakta hai apne android mobile ke file manager me android ke naam se
folder to dekha hi hoga usi ka hi sub kammal hai ye android
ka apna folder hota hai aur kisi bhi android mobile ke file
memory me hota ha
Step 1: Sabse pehle aap apne mobile ke file manager ko
open kare aur apna video ya image ko select kare kr kr Copy
kare jisko chupana hai apko
Step 2: Uske bad aap Android wale folder ko open kare aur
aur kahi bhi us video ya image ko paste karde aap jitna chahe
utna folder banaker apne file ko waha paste karde
ab aapka file hide ho chukka hoga aap agar video ya image
ko android wale folder me daldenge to aapka video ya image
koi bhi application me show nahi karega aapko dekhne ke
liye android folder ko open karna hoga.
» Must Read →Kya Files Ko Hide Karne Wale App Par
Bharosa Kar Sakte Hai?
Mai aapna jawab nahi me dunga kyoki ye kabhi bhi aapke
personal files ko blanks kar sakta hai aur mai aap logo ko ye
bata du ki maine bhi pehle aisa kiya tha lekin ye jo hide karne
wale jo softwere hote hai inka kabhi bhi bharosa mat
kariyega ye kabhi bhi aapke files.photos,aur,videos,ko
blanks kar sakta hai isliye aap logo se mai yehi kahunga ki
aap log apne personal file ko kisi App ke madhyam se hide
na kare isse aapke mobile me bhi slow hone aur hang hone
ka problem aasakta hai isliye aaplog softwere ka istmall na
kare. aur is Post ko Share jarur kare…Thank You!
No comments:
Post a Comment